Besharam ram

Deepika Padukone

Humein to loot liya milke ishq walon ne
Bahut hi tang kiya ab tak in khayalon ne

Nasha chadha jo shareefi ka utar phenka hai
Besharam rang kaha dekha duniya walon ne

Humko toh loot liya mil ke ishq walon ne
Bahut hi tang kiya ab tak
Inn khayalon ne

Nasha chada jo sharifi ka
Utar phinka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya walon ne

Mujhmein nayi baat hai
Nayi aadaton ke saath hai
Mujhmein nayi baat hai
Nayi aadaton ke saath hai

Hai jo sahi
Woh karda nahi
Galat hone ki
Yahi to shurwat hai

Nasha chaadha jo shareefi ka
Utaar phenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya walo ne

Hamein toh loot liya milke ishq walon ne
Bahut hi tang kiya ab tak
Inn khayalon ne

Ishq walon ne

Hume to lut lia milke
Ishq walo ne

Ishq walon ne

Tracker

All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only.